Category Archives: writing

Lines of Shayari

Log toot jate hai ek ghar banane mein
Tum taras nahi khate bastiyan jalane mein
Hamesha tinke hi chunte gujar gai apni
Magar chaman mein kahin aashiyan bana na sake
Doondta rahta hoon ae ‘Iqbal’ apne aap ko
Aap hi goya musafir, aap hi manjil hoon main
Teri dua se kaza to badal nahi sakti
Magar hai is se yeh mumkin ki tu badal jaye
Teri dua hai ki ho teri Aarzoo poori
Meri dua hai teri Aarzoo badle jaye.
Chadhte Sooraj ke pujari to lakhon hai ‘Faraz’
Doobte waqt humne sooraj ko bhi tanha dekha
—-
Zindgi to apne kadmo pe chalti hai ‘Faraz’
Auron ke sahare to janaze utha karte hain
Kaun pareshan hota hai tere gham se ‘Faraz’
Wo apni hi kisi baat pe roya hoga
Bahut ajeeb hai ye bandishein mohabbat ki ‘Faraz’
Na usne qaid mein rakha na hum faraar hue
—–
किताबों से दलील दूँ या खुद को सामने रख दूँ ‘फ़राज़’ ,
वो मुझ से पूछ बैठी है मोहब्बत किस को कहते हैं
Ye mumkin nahin ki sab log hi badal jate hai
Kuchh haalaat ke saanchon mein bhi dhal jate hai
—-

How to put up a point of view ?

The first thing when you write an article, no a definite point that you and the reader are going to carry. And you should be in tune with the reader’s need; not a self absorbed person, writing yourself away.

The second thing is that, you should know the step that you needs to take from zero to your point. And you should be intimately aware of the need.
The third thing is to know that what are the preconcieve notions of the reader. It is first to talk about there notion, and then distill it; give them hope and then take it to the next level. This is how things worked out.
Novelty is the habit that needs to be taken care off. And knowing is all that is important.